Bimlesh Kumar
New member
- Dealer Name
- Flipkart ke dwara online kharide hain.
- Company Name
- Godrej & Boyce Manufacturing Company Limited
- Product Name
- Godrej 564 litre frost free side by side double door refrigerator
- Customer Care Number
- 08067436743
- Loss Amount
- 47240
- Ratings
- 1.00 star(s)
- Opposite Party Address
- M/Ankur Refrigeration works,H/O Mrs.Geeta sinha MIG/68, Lohia nagar, Kankarbagh colony, patna-800020
Mahasay dinank 31-10-2026 ko patna mein Godrej & Boyce manufacturing company limited ka service centre ka Sajid mistry mere fridge ko banane aiya tha per bola ki mujh se nahi banega usko jankari nahi tha aur mera fridge ka compressor ko kharab karke video bana kar mujh se Rs- 800/- thug kar chala gaya aur bribe mang raha tha ki jitna lagega uska adha paisa karib 9000 rupaiya mujhe dijiyega tub aapka report sahi se banainge meri wife smt Vibhavari Roy se bina report banai plain report per signature lekar usmein apne mann se bina cocent ke report bhar diya aur dekar chala gaya aur ab banane se company mana kar raha hai usi report ke dwara blackmail kar raha hai.bol raha hai ki najaij paisa dijiyega tabhi ab
apka compressor banwainge jo 10 saal ke warranty mein hai.jo aaj tak nahi bana hai aur mera fridge kharab he para hua hai.order id-OD428266228747743100
CIN: U74900DL2016PTC291626
Date of purchase-20-06-2023
Dr Bimlesh kumar Advocate civil court patna Mob-9934024820
apka compressor banwainge jo 10 saal ke warranty mein hai.jo aaj tak nahi bana hai aur mera fridge kharab he para hua hai.order id-OD428266228747743100
CIN: U74900DL2016PTC291626
Date of purchase-20-06-2023
Dr Bimlesh kumar Advocate civil court patna Mob-9934024820